Post 1
☆☆☆ Kya machli or arhar ki daal per fatiha nhi hoti hai ??
◆ Aaurto me ye baat bahut mashoor hai ki machli or arhar ki daal per fatiha nhi hoti h jabki ye bhut badi galatfehmi hai, jo cheez jinda hone pe khai ja sakti hai uska sawab murde ko kiyun nhi phuchega. ye dono cheeze khana jaiz hain is per fatiha hone me koi harz nhi hai,jabki machli to bhut umda or mehboob Giza hai,hadees shreef me aaya hai ki jannat me pehli Giza (khana )machli hi milegi.
◆◆●●●●●◆◆
Refrence◆◆Ghalatfehmi aur unki islaah
Writer ◆◆ Tatheer Ahmad Barelvi
.
Comments
Post a Comment